
kabhi ýÚ hi.. Bina matlab bhi.. Humein gale laga liya karo..
Paas aa k uljhi lato ko suljhane k bahane
ya mere faile kajal ko mitane
honto ki surkh laali hatane
bahon me bharne aur kho jane..
Kabhi to yu hi Bina matlab aa k chupke se Apna bana liya karo..